Tuesday 11 December 2012

Kmmi...

Hr pal jaroori "saans" yuhi aduri lagti h...
Jb tk zinda rehne ka "kaaran" nhi milta...

Dil ki hr ek "dhadkan" bhi adhuri lagti h...
Jb tk bahut pass koi dhadkta "dil" nhi milta...

Ek "sath" bs yuhi adhua sa lgta h...
Jb tk hatho m ek "hath" nahi milta....

Ek "aansu" bhi bs yuhi adhura sa reh jata h...
Jb tk rone pr kisi "kandhe" ka saharaa nhi milta...

Ek "jhappii" bhi bs adhuri si reh jati h...
Jb tk kisi ki baahon m "sukoon" nhi milta...

Mohhabt b "ehsaas" nhi sirf "lafz" hi lagti h...
Jb tk ye tohfa hume uss "ek" se nhi milta.... 

Khud Se puchta hu Aksar...

Khud Se Puchta Hu Aksar...

Kyo ye zindagi hume hmesha nahi hasati h...
Kuch khushiyon k baad kyo ye gamo s milati h...
Iss khudgarz duniya m anjano se apno k beech jeete h...
Fir b zindagi h k bs imtehaan hi liye jati h....

Khud Se Puchta Hu Aksar...

Kyo bhari mehfil m dhudhte rehte h hum ek sahara...
Iss lakhon ki bheed m jo ho sirf humara...
Na mile wo to apni kismat ko koste rehte h...
Aur milne pr usse khone k khyal s darte h...

Khud Se Puchta Hu Aksar...

Kyo nahi har insaan bhar paet khana khata h...
Din bhar kaam krke bhi wo kyo bhukha sota h...
Tarasti nazro k sath wo sbke aage hath failata h...
Kuch milne ki ummed m apne sar ko jhukata h....

Khud Se Puchta Hu Aksar...

Kyo y rishte insaan bnata h...
Waqt aane pr kyo bs hmdardi jata pata h...
Bhawnaon ki sarre aam khilli udata h...
Fir bhi khud ko khud ki nazron m sahi pata h...

Khud Se Puchta Hu Aksar...

Kya ehmiyat h meri mere apno k liye....
Mere  apne jo mere jeene ka sahara h...
Jinke sath hr gam muskurate huae seh leta hu...
Bina unke hr khushi lagti paagal aawara h...

Khud Se Puchta Hu Aksar...
Khud Se Puchta Hu Aksar...